Posts

Dilo par raaj karna By Atulraj Singh (Badday Bhaiya)

YE Meri Aur Waqt Ki Race Hai Jisme is Waqt ki Hamesha jeet Hai.Phir Bhi is Race Mai Bana hua Hoon.Ye Mera Hosla Hai Jo Muche Harne Nahi De Raha. Mana ye Waqt Bahut Tez Hai.Ye Meri is Waqt Se Koi  Haar jeet Ki race nahi naa koi Pritispardha hai. Par ek din Is Waqt Ko Apna saanthi jaroor Bana ke Rahoonga kyunki Iske sang chala ja sakta hai par iske aage Nahi jaya ja sakta.. Ye Waqt Sun Zara Tu Kitna Bhi Tez Chala Par Ye Atulraj us waqt tak teri parchayiee ban kar chalega jab tak tu use apna dost naa bana le.. ...#Diloparrrajkarna Tera Peecha Na Chonduga.. DILO PAR RAAJ KARNA KOI HUM SE SEEKHE NAAM HAMARA ATULRAJ PYAR SE KAHTE HAI LOG HUME BADDAY BHAIYS..........

Vote For Nation

Image
Ye Aapka Adhikaar Hai Aap Kahin Bhi Rahe Par Jab Matdaan Ho Tu Apne Matadhikaar Ka Upyog Avayasya kare. #Mpelection2018 #MyvoteMyvoice #BehtarMP #BehtarIndia https://m.facebook.com/story.php?story_fbid=2140925196223262&id=1915872642061853 https://baddaybhaiya.wordpress.com/2018/03/20/vote-for-nation/ 2

BADDAYBHAIYA (Atulraj Singh),(Samarpan),(BD_B),MannKiAwaz'Dilse',Dilo par Raaj Karna

Mujhe Ye Pata Nahi.Mujhe Ye Tu Bata Nahi. Mai Kon Hoon .Ye Goonj Charoo Aur Hoon. Bus Tere Naam Ka Shoor Hoo. Tere Vansh Ki Parampara.Tuche Pukarti Hai Ye Dhara.Tere Rakt Ka Har Ek Ansh Luta De Apna Tuu.Tera Raub Aur Rutba Laga De Tere Rajptana Royal Rajputana Mai Chaar Chand.Luta Du Apba Sab Kuch Seva Aur Samman Mai.Na Jaane Du Apno Ka maan Kabhi.To be Continue...

Adarniya Pradhanmantri Shree Narendra Modiji Ko Janamdin Ki Annant Annant Subhkamnaye

Image
हम सभी के प्रेरणा स्त्रोत आदरणीय प्रधानमंत्री श्री  @narendramodi जी को जन्मदिन की हार्दिक शुभकामनाएँ। #HappyBirthdayPM

Param Adarniya Bharat Ratna Atal Bihari Vaajpayee ji Hamesha Atal Rahenge

Image
Atalthey Atalhai Atalrahenge #RIP Bharat hi nahi Viswa ke Har vyakti ke dil mai Atal Hai Bachpan se jinko maine suna unka sansad mai bolna  unki wo kavitaye maine aap yakeen nahi karenge 8-10 saal ki umra se jab wo sansad ke satra mai bola karte they.sab sunta tha. likhna tu bahut kuch chahta hoon par Aaj nisabd hoon. sunya ho gaya hoon. Atalji tu hamesha dil mai rahenge. vichaarAtalHai AadarshAtalHai Aap jaisa na koi hua na hoga..  

Happy independence day

Image
Aap sabhi Bharatwasio ko swatantrata Diwas ki Hardik Hardik Subhkamnaye #HappyIndependenceday Bharatmata Teri Kasam Tere Rakshak Rahenge Hum #Vandematram #Bharatkeveer https://youtu.be/Fy5TfHG_I_g

Mannkiawaz 'Dilse' "Ummeed ek behtar kal ki"

Image
Aap Sab ke Pyar  Aur iswar ke Aashirwad Se Aaj Hum mannkiawaz ke madhyam se Aap se Aap se Hamesha Connect Rahege Mannkiawaz Aap ka platform hai ye matra ek utube channel na ho kar Aap aur hamara connection hoga 'Dilse' Aaj hum apni pehli Short Movie one day mataram la rahe hai jaroor dekhe channel ko subscribe kare... Aapka Apna Atulraj Singh Thanks #Diloparraajkarna neeche di gai link ko click kare https://youtu.be/Fy5TfHG_I_g