Adarniya Pitaji Ko Janamdin Ki Annant Annant Subhkamnaye
Adarniya Pitaji ko janamdin ki Annant Annant subhkamnaye Aaj aapne apne jeevan ke 58 varsha purna kar 59 ve varsha mai pravesh kiya Aapko iswar uttam swasthya dirghayu pradan kare Aap hamare aadarsha ho Aap jiyo hazaar saal saal ke din ho pachas hazaar #your my Idol #your my Hero #aap jaisa koi nahi